Page 94 - BEATS: Secondary School Edition 2020-21
P. 94

UNDEFINED, UNTITLED



          a slam poem by Nandini Saluja, DP 1




             Jab bhi mujhse kisi ne poocha,                       Angrezo ke raaj se
             “Where do you hail from?”                            Generation by generation
             Rab di saun me khud se puchu,                        Our culture diluted.
             “Where do I hail from?”                              Jisse angrez ne fancy naam diye
                                                                  Globalisation, modernisation, revolution,
             Pardada Pakistan mein thhere,                        Ya phir kya woh hai commercialisation and
             Dada sindh Gujarat mein,                             homogenisation.
             Daddy MP, Dilli waale,
             Aur mein hun iss Gurgaon se.                         Machines and technology ne logo ko replace kiya,
                                                                  Globalisation ke chakkar mein bahar se import
                                                                  kiya.
             Sindh sabhyata se hum nikle                          Humare bhai behno ne apne lost culture ko
             Hindi hume na aati hai,                              sambhal ke rakkha
             Punjabi Gujrati jaisi bhaasha                        Aur apni creativity se hum tak pahucha.
             Woh toh hume na bhaati hai.
                                                                  Insabh uljhan ke beecho beech,
             Dada ped ke neeche padhe                             Humne phir bhi bahar se mangwaya.
             Aur papa gurukul vidyalaya waale,
             Ab jaha bhi humari nazar pade                        This is the age of digitisation.
             International school hi hai saare.                   I think I am a global citizen,
                                                                  Or maybe is it that
             Mandir, masjid, gurudware ki sanskrit se             I am a product of western colonisation.
             Hum sab nikle hai,
             Par kho gaya hamara culture                          School hai mera international,
             Jisko ab hum dhoondne nikle hai.                     Kapade hai mere western, par produce hue China
                                                                  mein,
             Joint family me woh rehte,                           Pehli bhasha hai English,
             Bhai behen ka saath tha,                             Our mera phone hai Japan se.
             Chacha, tau, mama, phupha me na koi bhed-bhav
             tha.                                                 Jaise Raj Kapoor bola tha na,
             Ab dekho to aaj ki duniya                            “Joota hai japani, patloon englishtani,
             Apne aap me rehti hai,                               Sar pe laal topi roosi,
             Ab 2 mahine mein ek zoom call pe                     Phir bhi dil hai hindustani!”
             5 minute ki small talk hoti hai?
                                                                  Par ye sab sach hai kya?
             Woh bhi kya time tha unka!
             Mahuale mein har ek aadmi                            Tabhi toh jab koi mujhse puche,
             Dadu ko jaanta tha,                                  Where do I hail from,
             Aur ab dekho khud ka padosi                          Rab di saun me khud se puchu,
             Lift me nahi pehchanta hai.                          Where do I hail from?

             Kaha udhar chaupal me bethe
             Desh bhar ki baat ho jati thi,
             Aur ab dekho wakt jo aaya,
             Parivari sirf naam ki.



          94
   89   90   91   92   93   94   95   96   97   98   99